Up, arranged, and re-chopped
Jadav (Bhatt ko) – Pralaynath Gendaswami kaise dikhta hai? Bhatt – Kya?!?! Jadav – Kis desh se hai tu? Bhatt – Kya?!?! Jadav – “Kya” naam ka koyi desh maine to nahi suna? “Kya” mein Hindi bolte hai kya? Bhatt – Kya!! Jadav – Hindi maadarchod!! Hindi – Tu bolta hai kya use? Bhatt – Haan!! Jadav – Toh tu jaanta hai ki mein kya bol raha hoon Bhatt – Haan! Jadav – Bol ki kaise dikhta hai Pralaynath Gendaswami Bhatt – Kya?! Jadav – Ek aur bar “Kya” bol, Ek aur bar “Kya” bol – mein tujhe chunauti deta hoon, mein tujhe dugni chunauti deta hoon maadarchod. Ek aur baar “Kya” bol saala! Bhatt – Kaala hai! Jadav – Aur???? Bhatt – Takla hai… Jadav – Kutti ki tara dikhta hai kya? Bhatt – Kya?!?! Jadav Bhatt ko kandhon pe goli maarta hai… Jadav – Kutti ki tara dikhta hai kya? Bhatt – Nahin?!?! Jadav – Toh phir kutti ki tarah usko chodne ki koshish kyon ki tune? Bhatt – Nahin, maine nahi kiya Jadav – Haan tune kiya!!! Haan tune kiya!!! Bhatt, tune usko chodne ki koshish ki… Bhatt – Nahin.. Jadav – Pralaynath Gendaswami ko yeh pasand nahi ki Srimati Gendaswami ke siva use koyi chode……….Tu Gita ko padta hai kya Bhatt??? ...